Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Bedard Anadhi Sanwariya Mere Man Ki Lagan - बेदर्द अनाड़ी सांवरिया मेरे मन की लगन
bedard anadi sanwariya
bedard anadi sanwariya
mere man ki lagan samjha hi nahi
bedard anadi sanwariya
wo jane to jane bhi kaise
kabhi hal mera puchha hi nahi
bedard anadi sanwariya ho sanwariya

main kaise kahun unki meri
kuch bat nahi aur bat bhi hai
jiwan ki lambi raho me
wo sath nahi aur sath bhi hai
manjil ka pata wo kya jane
manjil ka pata wo kya jane
kabhi usne kadam rakha hi nahi
bedard anadi sanwariya

kuch mithe mithe sapno ka
sansar basaya naino me
kuch chitr banaya hatho se
ek chitr banaya naino me
ek chitr banaya naino me
ek chitr kisi ne dekh liya
ek chitr kisi ne dekh liya
ek chitr abhi dekha hi nahi
bedard anadi sanwariya
mere man ki lagan samjha hi nahi
bedard anadi sanwariya ho sanwariya
lyrics of song Bedard Anadhi Sanwariya Mere Man Ki Lagan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Pyar Ki Jeet (1962)
Mahipal, Kalpana, Indira, Hiralal, Ratan Mala, Mohan ChotiAsha Bhosle, Mohammed RafiQamar JalalabadiSudhir PhadkeVasant PainterPyar Ki Jeet at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type