Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Beet Gaya Din Raah Takat Man Hara - बीत गया दिन राह तकत मन हारा
bit gaya din rah takat man hara
sanjh bhi nahi aaya pritm pyara
bit gaya din rah takat man hara
sanjh bhi nahi aaya pritm pyara

madhur suro ka git suna kar
madhur suro ka git suna kar
kahe mujhe bulaya kahe mujhe bulaya
chain bhala sakhe man ka ye
chain bhala sakhe man ka ye
tere prem ka mara tere prem ka mara
bit gaya din rah takat man hara
sanjh bhi nahi aaya pritm pyara
bit gaya din rah takat man hara
sanjh bhi nahi aaya pritm pyara

aankh se aankh mila kar tune kaisa jadu dala
kaisa jadu dala
aankh se aankh mila kar tune kaisa jadu dala
kaisa jadu dala
prit ka rog laga kar tune
prit ka rog laga kar tune
chhin liya sukh sara chhin liya sukh sara
bit gaya din rah takat man hara
jiwan ka hum ban gaye ujiyara
bit gaya din rah takat man hara
sanjh bhi nahi aaya pritm pyara
bit gaya din rah
lyrics of song Beet Gaya Din Raah Takat Man Hara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Namumkin (1946)
Prakash, Sharda, Chandrika, Sadiq, Shagun, Tun TunShamshad Begum, K.S. Ragi, Mallika Bai, GandhariA KarimAyub KhanNari Ghadiali
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type