Video of this song from youtube
Advertisement
Beraham Maar Dalega Mujhko Tera Gam Ab To Aaja - बेरहम मार डालेंगा मुझको तेरा गम अब तो आजा
SingerLata Mangeshkar
Music byShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Actor
CategorySad Songs
MovieParbat (1952)
Lyrics of Beraham Maar Dalega Mujhko Tera Gam Ab To Aaja - बेरहम मार डालेंगा मुझको तेरा गम अब तो आजा
beraham beraham maar daalega
mujhko tera gham ab to aaja
mere balam ab to aaja
ye sama aise me bebasi ka ye aalam
ab to aaja, mere balam ab to aaja
humne mana humara kasur hai
humne mana humara kasur hai
dekhe dilbar to hota sarur hai
dekhe dilbar to hota sarur hai
dard me muskurana sikha ja
aaja, ab to aaja
mere balam ab to aaja
beraham maar daalega
mujhko tera gham ab to aaja
mere balam ab to aaja
zindagi char din ka hai mela
zindagi char din ka hai mela
bheed me bhi mera dil akela
bheed me bhi mera dil akela
us dil ko dilasa dila ja
aaja, ab to aaja
mere balam ab to aaja
beraham maar daalega
mujhko tera gham ab to aaja
mere balam ab to aaja
mujhko tera gham ab to aaja
mere balam ab to aaja
ye sama aise me bebasi ka ye aalam
ab to aaja, mere balam ab to aaja
humne mana humara kasur hai
humne mana humara kasur hai
dekhe dilbar to hota sarur hai
dekhe dilbar to hota sarur hai
dard me muskurana sikha ja
aaja, ab to aaja
mere balam ab to aaja
beraham maar daalega
mujhko tera gham ab to aaja
mere balam ab to aaja
zindagi char din ka hai mela
zindagi char din ka hai mela
bheed me bhi mera dil akela
bheed me bhi mera dil akela
us dil ko dilasa dila ja
aaja, ab to aaja
mere balam ab to aaja
beraham maar daalega
mujhko tera gham ab to aaja
mere balam ab to aaja
Comments on song "Beraham Maar Dalega Mujhko Tera Gam Ab To Aaja"
kashifahan on Saturday, April 09, 2011
wah ajay bhai long live ajay bhai kahan kahan se dhoond k laatey ho aise geet wah wah chhagaye ajay bhai
wah ajay bhai long live ajay bhai kahan kahan se dhoond k laatey ho aise geet wah wah chhagaye ajay bhai
Chandrakant Pusdekar on Saturday, March 08, 2014
MOST EXCLUSIVE !
MOST EXCLUSIVE !
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


Want to see video of the song though it's not less than a miracle to have
even the audio of such old gems.