Video of this song from youtube
Bezubaan (Laali-ki-shaadi-mein-laaddoo-deewana-2017) - बेजुबान (लाली-की-शादी में लड्डू है दीवाना )
Lyrics of Bezubaan (Laali-ki-shaadi-mein-laaddoo-deewana-2017) - बेजुबान (लाली-की-शादी में लड्डू है दीवाना )
hairan hoon mai na janu kya ho gaya
khud se hi na jane kyun milne laga
tu hi bata zara mujhko hua hai kya
khud se hua hu kyun juda chhahat me teri kyun
mitne laga hoon mai jiya na jaye re piya
bezuban ishq hai bezuban bezuban ishq hai bezuban
bezuban ishq hai bezuban bezuban ishq hai bezuban

gustakh hain gustakhiyan betab hai betabiyan
is dil se milne lagi nadan hai ye nadaniyan
tu hi ibadat hai meri in sanson ki chhoti se hai ye iltija
karar de de tu is bekarari ko barsa de ishq rehnuma
bezuban ishq hai bezuban bezuban ishq hai bezuban
bezuban ishq hai bezuban bezuban ishq hai bezuban

aaj haan main ye keh dunga dil se dil ki ye daasta
ho aaj han mujhme mai nahi nahi tujhme tu nahi hai ek aasman
jo tu ho rubru chupke se keh bhi dun uljha hun sanso me kaha
chahat me teri kyu mitne laga hun main jiya na jaye re piya
bezuban ishq hai bezuban bezuban ishq hai bezuban
bezuban ishq hai bezuban bezuban ishq hai bezuban
lyrics of song Bezubaan (Laali-ki-shaadi-mein-laaddoo-deewana-2017)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films