Video of this song from youtube
Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ek Insan Banaya - भगवान ने अपने जैसा हर एक इंसान बनाया
SingerLata Mangeshkar
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Actor
CategoryHappy Songs
MovieChhota Bhai (1966)
Lyrics of Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ek Insan Banaya - भगवान ने अपने जैसा हर एक इंसान बनाया
bhagwan ne apne jaisa bhagwan ne apne jaisa
har ek insan banaya ye juth kidhar se aaye
ye pap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa
vo kya hai ik kiran hai jo dur kare andhiyare
jo dur kare andiyare bate uska ujiyara
ye suraj chand sitare usne har jyot jlayi
usne har deep jalaya bhagwan ne apne jaisa
har ek insan banaya bhagwan ne apne jaisa
duniya mein khud janm lekar jivan ki reet banayi
jivan ki reet banayi banke khud meet sabi ka
ishwar ne preet banayi
jivan dene wale jina bhi hume sikhlaya

Comments on song "Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ek Insan Banaya"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Nice song!!