Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bhaj Mann Narayan Narayan - भज मन नारायण नारायण
bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan
narayan narayan bhaj man narayan narayan
bhaj man narayan narayan

ye jiwan kachha taar tutke lage na ek bhi baar
pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par
bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan

jag ki seva maha bharam hai
jag ki seva maha bharam hai
dil ko dukhana paap karam hai
par hit me tu pran gawa de vedo ka ye saar
par hit me tu pran gawa de vedo ka ye saar
pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par
bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan

guru gyan sabse badhkar hai
ye dhan rehta sada amar hai
guru gyan sabse badhkar hai
ye dhan rehta sada amara hai
saccha guru dhudh le tu ye vina ki jhankar
saccha guru dhudh le tu ye vina ki jhankar
pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par
bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan
lyrics of song Bhaj Mann Narayan Narayan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Prabhu Ki Maya (1955)
Prem Abeed, Narmad, Kanta, Shankar, Umadev, Mumtaz Begum, MubarakAsha Bhosle, Hemant Kumar Pandit Madhur, Saraswati Kumar DeepakRaviV PanchotiaPrabhu Ki Maya at IMDB      Prabhu Ki Maya at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type