Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Bhar Do Jholi Meri
3.99 - 574 votes
Salman Khan, Harshaali MalhotraQawwalis
Video of this song from youtube
Lyrics of Bhar Do Jholi Meri - भर दो झोली मेरी
tere darbaar mein dil thaam ke woh aata hai
jisko tu chaahe, hey nabi tu bulaata hai
tere dar pe sar jhukaaye main bhi aaya hoon
jiski bigdi haaye nabi chaahe tu banata hai

bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main naa jaaunga khali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main naa jaaunga khali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main naa jaaunga khali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main naa jaaunga khali
band deedon mein bhar daale aansu
sil diye maine dardo ko dil mein
band deedon mein bhar daale aansu
sil diye maine dardo ko dil mein

jab talak tu bana de na bigdi
dar se tere na jaaye sawaali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main naa jaaunga khali khaali
bhar do jholi aaka ji bhar do jholi hum sab ki
bhar do jholi nabi ji bhar do jholi meri sarkar-e-medina
laut kar main naa jaaunga khali

khojte khojte tujhko dekho
kya se kya, ya nabi ho gaya hoon
khojte khojte tujhko dekho
kya se kya, ya nabi ho gaya hoon
bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
main yahan se wahan ho gaya hoon
bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
main yahan se wahan ho gaya hoon

de de ya nabi mere dil ko dilaasa
aaya hoon door se main hoke ruhaasa
de de ya nabi mere dil ko dilaasa
aaya hoon door se main hoke ruhaasa
kar de karam nabi mujhpe bhi zara sa
jab talak tu jab talak tu panaah de na dil ki
dar se tere na jaaye sawaali

bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main na jaaunga khaali
bhar do jholi meri tajdaar-e-medina
laut kar main na jaaunga khaali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main na jaaunga khaali

jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane
aah nikli hai toh chand tak jaayegi
tere taaron se meri duaa aayegi
aah nikli hai toh chand tak jaayegi
tere taaron se meri duaa aayegi

aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
jab talak tu sunega na dil ki
dar se tere na jaaye sawaali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main na jaaunga khaali

de taras kha taras mujhpe aaka
ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
de taras kha taras mujhpe aaka
ab lagaa le tu mujhko bhi dil se
jab talak tu mila de na bichhdi
darr se tere na jaaye sawaali
bhar do jholi meri ya muhammad
laut kar main na jaaunga khaali

bhar do jholi aaka ji bhar do jholi hum sab ki
bhar do jholi nabi ji bhar do jholi meri sarkar-e-medina
laut kar main naa jaaunga khali
dum dum ali ali dum ali ali
dum ali ali dum ali ali dum ali ali dum ali ali
lyrics of song Bhar Do Jholi Meri
Comments on song "Bhar Do Jholi Meri"
Affida Fatahu on Thursday, July 02, 2015
Very beautiful song! Bhar Do Jholi Meri Ya #Muhammad (S.A.W.) laut kar main
na jaunga khali, #AdnanSami sing brillantly well with his beautiful voice
in this song. +Salman Khan you just awesome in the film, cant wait to see +Bajrangi
Bhaijaan, the trailer is outstanding and very entertaining and the songs
are already a chartbuster hit after #SelfieLeLeRe, #TuChahiye and now this
one is the latest #BharDoJholiMeri. Im eagerly waiting to see the film this
#Eid on #17thJuly and also im waiting to see another full video song
#AajKiParty Meri Taraf Se #EidMubarak cant to watch it and listening too i
hope it will the super hit chartbuster party song after #JummeKiRaat from
#Kick. 
sdayana on Thursday, June 25, 2015
Salman's acting is straight from the heart…. to watch Salman and Harshaali
together, every frame is so magical … The way he protects her forms an
unbreakable bond...You can feel the sadness in the soulful voice of Adnan
Sami… Overall it really touches the heart and has such a deep connection
with the soul...Very heartwrenching yet so beautiful... Goosebumps at first
sight...Truly Bajrangi Bhaijaan will redefine THE SALMAN KHAN.Last but
not least the beauty of Kashmir has been amazingly portrayed by the genius
Kabir Khan
Basharat Malik on Monday, July 27, 2015
Two things I don't think this qawali should have been in this movies infact
I think no qawali should be in any movie
And secondly know that it has been put in a message for the 1k people who
don't like it
First listen to it properly and understand the words that have been said in
the qawali the press like and not like button
ajith rav on Saturday, June 27, 2015
Son making Indias biggest blockbuster Baahubali as we know SS Rajamouli and
his father K. V. Vijayendra Prasad the legendary story writer wrote story
for 2015 biggest Blockbuster Bajrangi Bhaijaan !
What an achievement by this fantastic father n son ! No words to say for
this song as we accept this as Ramjhans blessing !
SalmanFan Forever on Sunday, June 28, 2015
Wowwwwwwwwww
Magical...
The qawaali turned into a beautiful soulful song
No one can pull it off well as Adnan Sami did
Powerful voice with the soulful touch
Really looking forward to watch BB
Salman khan will prove it once again that he is the BEST...
Loved it 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bajrangi Bhaijaan (2015)
Salman Khan, Kareena Kapoor Khan, Nawazuddin Siddiqui, Ali Quli Mirza, Harshaali MalhotraVishal Dadlani, Nakash Aziz, Pritam Chakraborty, Aditya Pushkarna, Atif Aslam, Adnan Sami, Mohit Chauhan, Palak Muchhal, Jubin Nautiyal, KK, Javed Ali, Papon, Imran Aziz Mian, Rahat Fateh Ali Khan, Rekha BhardwajMayur Puri, Amitabh Bhattacharya, Kausar Munir, Shabbir Ahmed, Neelesh MisraPritam ChakrabortyKabir KhanSalman Khan, Rockline VenkateshBajrangi Bhaijaan at IMDB      Bajrangi Bhaijaan at WikipediaBajrangi Bhaijaan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type