Video of this song from youtube
Bharat Bhumi Mahan Hai Tirth Iske Pran Hai - भारत भूमि महान है तीर्थ इसके पर्ण है
SingerMahendra Kapoor
Music byShivram
LyricistBharat Vyas
Actor
CategoryPatriotic Songs
MovieKan Kan Men Bhagwan (1963)
Lyrics of Bharat Bhumi Mahan Hai Tirth Iske Pran Hai - भारत भूमि महान है तीर्थ इसके पर्ण है
bharat bhumi mahan hai tirth iske pran tirth iske pran
bharat bhumi mahan hai tirth iske pran hai
charo disha me cho mukh deep se
iske charo dham hai bharat bhumi mahan hai
he badri narayan dham se jaha vishnu bhagwan viraje re
vishnu bhagwan viraje he tirth pawan jan man bhawan
he tirth pawan jan man bhawan
nis din nobat baje re bhaiya nis din nobat baje re
he dwarika me dekho dwarka dhish na sundar rup sajila
sundar rup sajila he bhakat jano ke pawan prem se
jiska angan gila jiska angan gila re kanuda joyi re tari lila

dhamra me baithe jaha dhamra me baithe jaha
shiv shankar dhyan lagaye lage jaha bhakto ka mela
lage jaha bhakto ka mela man wanchit phal paye
are o teeno jagat ne nath jaha hai
are o teeno jagat ne nath jaha hai
so jagnnath ki dharti bed puran hai jug jug adhyani prani
mahagyani ban jaye is dharti ko parnam hai
jaha santo ka bisram hai charo disha me cho mukh deep se

bharat bhumi mahan hai

Comments on song "Bharat Bhumi Mahan Hai Tirth Iske Pran Hai"
nkp777 on Saturday, August 21, 2010
thanks for posting this great song
thanks for posting this great song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Film cast: Anita Guha, Ram Singh, Krishna Kumari, Raja Nene, Mahipal, Ratna
Mala
Singer: Manna Dey
Lyricist: Bharat Vyas
Music Director: Pandit Shivram
Film Director: Babubhai Mistri
Film Producer: Mahipatray Shah