Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2) - भरत का भाई लक्ष्मण
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam

bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

roj padho ramayan ko roj pado ramayan ko
julm ka sir jb ucha ho are julam ka jab sir uncha ho
tab tab usko yad kro jiske hatho hona hai ravan ka kam tmam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

raam ki lila aparampaar raam ki lila aparampaar
raam ki rachna ye sansaar, raam ki puja jivan pyar
paani pawan gangan dharti sab kare pranam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam

mandir ja ya mann me dekh mandir ja ya mann me dekh
sare jagat me wo hai ek lekin uske roop anek
wohi parvati ka shiv, wohi raadha ka shyam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
iss duniya me kaun sawaare, sabke bigde kaam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam
lyrics of song Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aahutee (1978)
Rajendra Kumar, Parveen Babi, Ajit, Paintal, Shashi Kapoor, Madan Puri, Zaheera, Kamini Kaushal, Dulari, Asha Sachdev, Birbal, Rakesh RoshanKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, MukeshAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalAshok BhushanH R SoniAahutee at IMDB      Aahutee at WikipediaAahutee at YouTube     |    Aahutee at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type