Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.26 - 19 votes
Mujra Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Bharosa Kar Liya Jis Par - भरोसा कर लिया जिस पर
bharosa kar liya jis par, bharosa kar liya jis par
usi ne hamko luta hai, usi ne hamko luta hai
usi ne hamko luta hai, kaha tak naam ginvaye
kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai
sabhi ne humko luta hai sabhi ne humko luta hai

kabhi badhkar humara rasta roka andhero ne
kabhi badhkar humara rasta roka andhero ne
kabhi manjil dikhakar, kabhi manjil dikhakar
roshni ne humko luta hai, roshni ne humko luta hai
kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai
sabhi ne humko luta hai

jo lutte maut ke hatho to koi gam nahi hota
jo lutte maut ke hatho to koi gam nahi hota
sitam is baat ka hai, sitam is baat ka hai
jindgi ne humko luta hai, jindgi ne humko luta hai
kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai
sabhi ne humko luta hai

humari bebasi muskura kar dekhne walo
humari bebasi muskura kar dekhne walo
tumhare sahar ki ho aa tumhare sahar ki
ek ek gali ne humko luta hai har gali ne luta hai h
bharosa kar liya jis par usi ne hamko luta hai
usi ne hamko luta hai
lyrics of song Bharosa Kar Liya Jis Par
Comments on song "Bharosa Kar Liya Jis Par"
TheDeepakp on Tuesday, February 25, 2014
FILM "PRABHAT" - 1973.
Film cast: Zaheeda, Roopesh Kumar, Kamal Kapoor, Jaya Kaushalaya, Birbal,
Shyama, Sunder
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Music Director: Madan Mohan
Film Director: Sikander Khanna
Film Producer: Ram Dayal
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Prabhat (1973)
Zaheeda, Roopesh Kumar, Kamal Kapoor, Jaya Kaushalaya, Birbal, Shyama, SunderLata MangeshkarNaqsh LyallpuriMadan MohanSikander KhannaRam DayalPrabhat at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type