Video of this song from youtube
Bhut Hai Yaha Koyi - भूत है यहाँ कोई
Lyrics of Bhut Hai Yaha Koyi - भूत है यहाँ कोई
hazaro narko me jine ki aas, lekar ke aaye hai tere paas
dardo me bilak rahi, ghut rahi hai uski saans
mari hai par soyi nahi,
bhut hai yaha koi, bhut hai yaha koi
aayi hai tujhe lene, bhut hai yaha koi

thand iss me aisi suraj jama de, garmi hai itni samandar uba le
aankho me utra kehar, zindagi yeh hai zeher
mari hai par soyi nahi
bhut hai yaha koi, bhut hai yaha koi
aayi hai tujhe lene, bhut hai yaha koi
bhut hai, bhut hai bhut hai yaha koi
lyrics of song Bhut Hai Yaha Koyi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films