Video of this song from youtube
Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka - बिखरी हुई है चाँदनी उसपे शबाब आप का
Lyrics of Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka - बिखरी हुई है चाँदनी उसपे शबाब आप का
bikhri hui hai chandni uspe shabaab aap ka

chamka ho aks jaise
chamka ho aks jaise, jamuna kinaare taaj ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

mausam ke aayine me dekho to apna chehra

lagta hai aise jaise ho waqt thehra thehra
jhatko na julf aise kaandhe pe aasmaan hai
bindiya hai jaise taara, chunri yeh raat ma hai
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

aankhe hai aapki yeh saawan ki bijliya hai

muskaan aapki yeh ya udti titliya hai
tum hoor ho pari ho ya meri zindagi ho
mai aur kya kahu bas tum meri bandgi ho
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka

bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka
bikhri hui hai chandni uspe shabaab aapka
chamka ho aks jaise
chamka ho aks jaise, jamuna kinare taaj ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
kya kehna huzoor aap ka, kya kehna huzoor aap ka
lyrics of song Bikharee Huyee Hai Chandanee Usape Shabaab Aap Ka
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films