Video of this song from youtube
Bikharne Ka Mujhko Shauq Hai Bada - बिखरने का मुझको शौक है बड़ा
SingerSireesha Bhagavatula, Shahid Mallya, Swanand Kirkire
Music byAmit Trivedi
LyricistVarun Grover
Actor
Category
MovieQala (2022)
Lyrics of Bikharne Ka Mujhko Shauq Hai Bada - बिखरने का मुझको शौक है बड़ा
bikharne ka mujhko
shauq hai bada
samaitega mujhko
tu bata zara
haye bikharne ka mujhko
shauk hai bada
samaitega mujhko
tu bata zara
doobti hai tujh mein
aaj meri kashti
guftagu mein utri baat
ho doobti hai tujh mein
aaj meri kashti
guftagu mein utri baat ki tarah
ho dekh ke tujhe hi
raat ki hawa ne
saans thaam li hai
haath ke tarah haaye
ki aankhon mein teri
raat ki nadi
yeh baazi to haari hain
sau feesadi
ho uth gaye kadam toh
aankh jhuk rahi hai
jaise koyi gehri
baat ho yaha
ho kho rahe hai dono
ek doosre mein
jaise sardiyon ki
shaam mein dhuan haaye
yeh paani bhi tera
aaina hua
sitaron mein tujhko
hai gina hua hmmm
bikharne ka mujhko
shauq hai bada
samaitega mujhko
tu bata zara zara
shauq hai bada
samaitega mujhko
tu bata zara
haye bikharne ka mujhko
shauk hai bada
samaitega mujhko
tu bata zara
doobti hai tujh mein
aaj meri kashti
guftagu mein utri baat
ho doobti hai tujh mein
aaj meri kashti
guftagu mein utri baat ki tarah
ho dekh ke tujhe hi
raat ki hawa ne
saans thaam li hai
haath ke tarah haaye
ki aankhon mein teri
raat ki nadi
yeh baazi to haari hain
sau feesadi
ho uth gaye kadam toh
aankh jhuk rahi hai
jaise koyi gehri
baat ho yaha
ho kho rahe hai dono
ek doosre mein
jaise sardiyon ki
shaam mein dhuan haaye
yeh paani bhi tera
aaina hua
sitaron mein tujhko
hai gina hua hmmm
bikharne ka mujhko
shauq hai bada
samaitega mujhko
tu bata zara zara
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
