Video of this song from youtube
Bolo Sajni Bolo Chanda Ko Dekh Kyu - बोलो सजनी बोलो चंदा को देख क्यों
SingerAshok Kumar, Devika Rani
Music bySaraswati Devi
LyricistJamuna Swaroop Kashyap Naatwan
Actor
Category
MovieNirmala (1938)
Lyrics of Bolo Sajni Bolo Chanda Ko Dekh Kyu - बोलो सजनी बोलो चंदा को देख क्यों
bolo sajani bolo chanda ko dekh kyon
fund kali nahi phuli ang samaati hai
bolo sajani bolo
suraj ko dekh kyo surymukhi ho
man me sukhi khil jati hai
bolo sajani hai kya karan kya karan
pitam darshan ha pitam darshan
pitam darshan pitam darshan
aayi bahaar kyu bulbul khush ho
mast tarana gaata hai
main kya janu
bulbul se puchiye kyu bahar me
mast tarana gaata hai
bulbul gul se mil jata hai
bulbul gul se mil jata hai
fund kali nahi phuli ang samaati hai
bolo sajani bolo
suraj ko dekh kyo surymukhi ho
man me sukhi khil jati hai
bolo sajani hai kya karan kya karan
pitam darshan ha pitam darshan
pitam darshan pitam darshan
aayi bahaar kyu bulbul khush ho
mast tarana gaata hai
main kya janu
bulbul se puchiye kyu bahar me
mast tarana gaata hai
bulbul gul se mil jata hai
bulbul gul se mil jata hai
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

