Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Buri Wale Ho (Best Friend) - बुरी नज़र वाले हो बूरी नज़र वाले हो
buri nazar wale ho, buri nazar wale ho
buri nazar wale ho
buri nazar wale ho, tera muh kala
buri nazar wale ho, tera muh kala
apna to best friend upar wala
apun ka tenson lene wala
apna to best friend upar wala
apane ko sab kuchh dene wala

buri nazar wale ho, buri nazar wale ho
buri nazar wale ho
buri nazar wale ho, tera muh kala
buri nazar wale ho, tera muh kala
apna to best friend upar wala
apun ka tenson lene wala
apna to best friend upar wala
apane ko sab kuchh dene wala ha

jo ki main tujhse karta bhi hu
jo ki main tujhse karta bhi hu
gussa jab aata hain, to ledata bhi hu
sikva mahobbat kisse karu
mera to hain bas ek tu hi tu
jo ki main tujhse karta bhi hu
gussa jab aata hain, to ledata bhi hu
sikva mahobbat kisse karu
mera to hain bas ek tu hi tu
chhoti si araji hain
ha meri yuhi maraji hain
wo khole sab ki kismat ka tala
wo khole sab ki kismat ka tala
apna to best friend upar wala
apun ka tenson lene wala
apna to best friend upar wala
apane ko sab kuchh dene wala ha

kya ye jamin aur kya aasman
kya ye jamin aur kya aasman
bas tumse manga hain jyada kahan
jo sab mere paas tujhko dunga
badale me bas tujhko chahunga
kya ye jamin aur kya aasman
bas tujhse manga hain jyada kahan
jo sab mere paas tujhko dunga
badale me bas tujhko chahunga
mangata hi rahata hu bor tujhe karta hu
Inkar mat karna de dene wala
Inkar mat karna de dene wala
apna to best friend upar wala
apun ka tenson lene wala
apna to best friend upar wala
apane ko sab kuchh dene wala kya

Buri nazar, buri nazar
Buri nazar wale ho
Buri nazar wale ho
Buri nazar wale ho, Tera muh kala
Buri nazar wale ho, Tera muh kala
apna to best friend upar wala
apane ko sab kuchh dene wala
apna to best friend upar wala
apane ko sab kuchh dene wala kya
apna to best friend upar wala
apna to best friend upar wala
hum sab ka best friend upar wala
hum sab ka best friend upar wala
hum sab ka best friend upar wala
lyrics of song Buri Wale Ho (Best Friend)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Teri Kasam (Album) (2004)
Adnan SamiSameerAdnan Sami
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type