Video of this song from youtube
Chaand Rajai Odhe - सो जा सो जा
SingerPapon
Music byNeeraj Shridhar
LyricistSameer Anjaan
ActorNaseeruddin Shah
Category
MovieIrada (2017)
Lyrics of Chaand Rajai Odhe - सो जा सो जा
sojaa chaand rajai odhe ghum jaye chaadni
chaand rajai odhe ghum jaye chaadni
dastak dena hawa chup rhe raagni
chaand rajai odhe nindiya ki duniya mei
khoyi rhe tu akhiyon ke palney mein
soyi rhe tu mein gaun loriyaan
mein gaun loriyaan sapno ke jhulmuto se
pariyaan pukare leke bala yeh tere
sadke utare rum jhum hawa ka jhoka
khole daricha khusboon se bheege tere
maan ka galicha mein gaun loriyaan
mein gaun loriyaan jugnu bhi kheley tujhse
aakh micholi satrangi rango ki ho
teri rangooli pairon se leepte rhe
sabnam ke dhaage rainaa dhale na kabhi
subah na jaage mei gaun loriyaan
mei gaun loriyaan chaand rajai odhe
ghum jaye chaadnidastak dena hawa
chup rhe raagni mei gaun loriyaan
mein gaun loriyaan
chaand rajai odhe ghum jaye chaadni
dastak dena hawa chup rhe raagni
chaand rajai odhe nindiya ki duniya mei
khoyi rhe tu akhiyon ke palney mein
soyi rhe tu mein gaun loriyaan
mein gaun loriyaan sapno ke jhulmuto se
pariyaan pukare leke bala yeh tere
sadke utare rum jhum hawa ka jhoka
khole daricha khusboon se bheege tere
maan ka galicha mein gaun loriyaan
mein gaun loriyaan jugnu bhi kheley tujhse
aakh micholi satrangi rango ki ho
teri rangooli pairon se leepte rhe
sabnam ke dhaage rainaa dhale na kabhi
subah na jaage mei gaun loriyaan
mei gaun loriyaan chaand rajai odhe
ghum jaye chaadnidastak dena hawa
chup rhe raagni mei gaun loriyaan
mein gaun loriyaan
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

