Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Chahat Ke Din Hain Saat - चाहत के दिन हैं सात, खुशियों के रंग हैं सात
chahat ke din hain saat, khushiyo ke rang hain saat
jivan ke sur hain saat, janmo ka sang hain saat
chahat ke din hain saat, janmo ka sang hain saat
jivan ke sur hain saat, janmo ka sang hain saat
saat suro me ek sur chun, sa re ga m p dh ni sa
jo bane apane pyaar ki dhun
jo baen apane pyaar ki dhun
chahat ke din hain saat, janmo ka sang hain saat
jivan ke sur hain saat, janmo ka sang hain saat

ye mohabbat ki dekho lagan, chhu liye hamane saato gagan
ye mohabbat ki dekho lagan, chhu liye hamane saato gagan
bekhudi pyaar ki le chali hain kahaa
ham nikal aaye aage hain pichhe jahaa
gunje dekho hawaao me ye dastaa
ye kaisa hain shurur, ye kaisa hain nasha
sine me dil to hain par dil ka na pata
pyaar ki dhadkan sang mere sun
jo bane apane pyaar ki dhun
jo baen apane pyaar ki dhun
chahat ke din hain saat, janmo ka sang hain saat
jivan ke sur hain saat, janmo ka sang hain saat

meri chahat ko aanchal bana, in ghataao ka kajal laga
meri chahat ko aanchal bana, in ghataao ka kajal laga
khubsurat mohabbat ka ijhaar hain
ye ehsaas hi mera shringaar hain
jo na lab kah sake bas wahi pyaar hain
wo lamha pyaar ka duniyaa jo de badal
lagta hain pyar se pyaara wo ek pal
hain wahi to pyaar ka sagun
jo bane apane pyaar ki dhun
jo baen apane pyaar ki dhun
chahat ke din hain saat, janmo ka sang hain saat
jivan ke sur hain saat, janmo ka sang hain saat
saat suro me ek sur chun, sa re ga m p dh ni sa
jo bane apane pyaar ki dhun
jo baen apane pyaar ki dhun
jo bane apane pyaar ki dhun
jo baen apane pyaar ki dhun
lyrics of song Chahat Ke Din Hain Saat
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Ek Dhun Pyar Ki (1993)
Arman Kohli, Ayesha JhulkaSameerAnand Milind
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type