chahe aaj mujhe napasand karo
chahe dwar hriday ke band karo
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
chahe aaj mujhe napasand karo
chahe dwar hriday ke band karo
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
bachpan ke pyar ki mitthi nahi nishani
bachpan ke pyar ki mitthi nahi nishani
jitna bhi mitana chahe ise jawani
jahan yaad teri soyi ho
jahan yaad teri soyi ho, duja na aur koyi ho
koyi dil ka tumhare aisa bhi kona hoga
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
main kya se kya ban gaya tumhare karan
main kya se kya ban gaya tumhare karan
auro ki tarah mera pyar nahi sadharan
na samjho ise dikhava
na samjho ise dikhava, hai ye mere pyar ka dawa
mere hasne pe hasna rone pe rona hoga
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
chahe aaj mujhe napasand karo
chahe dwar hriday ke band karo
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
aahkir me tumhe mera hi hona hoga
mai kya se kya ban gaya tumhare karan auro ki tarah mera pyar nhi sadharan
naa samajho ise dikhava hai yeh mere pyar kaa dava mere hansane peh hansana
rone peh rona hoga aakir me tumhe..bahut psnd hai mujhe ye
antaraa. tej chaaku ki dhaar si hi tikhi nukili sharp dhaar hai iss ki