Video of this song from youtube
Lyrics of Chal Diye Hum Aaj To (Manzil Ki Taraf Apni Badhte Hi Jayege) - चल दिए हम आज तो उल्फ़त की मंजिल ढूँढने
chal diye hum aaj to ulfat ki manzil dhundhne
dekh lenge rokti hai kaun si takat hume
manzil ki taraf apni badhte hi jayenge
na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge
manzil ki taraf apni badhte hi jayenge
na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge
manzil ki taraf apni

hume maalum hai tumse humara milna hai mushkil
humara milna hai mushkil
bharosa hai to iska jo tumhara ho chuka hai dil
jidhar dekhe tumhe dekhe najar ko ye reet sikha denge
manzil ki taraf apni badhte hi jayenge
na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge
manzil ki taraf apni

ho humare liye hi tumko ho humare liye hi tumko
chhupa rakha tha kismat ne chhupa rakha tha kismat ne
milaya khub anjane milakar ke mohabbat ne
tasalli hai ki dil khoya magar tumko to pa lenge
manzil ki taraf apni badhte hi jayenge
na lenge dam na jab tak ham tumhe apna bana lenge
manzil ki taraf apni
lyrics of song Chal Diye Hum Aaj To (Manzil Ki Taraf Apni Badhte Hi Jayege)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Lakhon Mein Ek (1955)
Jairaj, Raj Kumar, Asha Mathur, Smriti Biswas, DavidAsha Bhosle, Talat MahmoodHira SinghBhola ShreshthaHira SinghLakhon Mein Ek at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type