Video of this song from youtube
Chal Kahin Door Chalen - चल कहीं दूर चले
screen shot of song - Chal Kahin Door Chalen
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Chal Kahin Door Chalen - चल कहीं दूर चले
khamoshi ke chehre thhe ya,lagta hai ke dhoop khili
kitne din ke baad main has ke,apne aap se aaj mili
chal kahin door chalein,chal kahin door chalein
chal kahin door chalein,ranjish aur ruswayion se
bewajah bechaniyon se,ranjish aur ruswayion se
bewajah bechaniyon se,uljhe raston se
dard ke sab bandhano se,khush nahi hai dil tu jin se

apni hi unn uljhano se,chal kahin door chalein
chal kahin door chalein,chal kahin door chalein
chal kahin door chalein,chal kahin door chalein
chal kahin door chalein,ho kholenge-kholenge bahon ka ghera
kholenge-kholenge bahon ka ghera
jo chahe kar le andhera,suraj jaisa khilta chehra
waada kiya waada kiya khud se hi waada kiya
tootungi main na kabhi,pakki hai yeh baat bhi
ghum se hai mujhko karna kinara
aisa hona hai dil aisa hona hai dil
mai hi rasta main hi manzil

mai hi mehfil main hi ronak, khud ko karna hai haasil,
mere woh hain jo mere kaabil, khali logon se lamhon se aa hellip ae dil hon faasle hon faasle
hon faasle hon faasle,chal kahin door chalein
chal kahin door chalein,chal kahin door chalein
mmm hellip;.mmm chal kahin door chalein
chal kahin door chalein,chal kahin door chalein
lyrics of song Chal Kahin Door Chalen
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films