Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Chal More Manvaa Shyam Ke Dware - चल मोरे मनवा श्याम के द्वारे
chal re more manva, shyam ke dware
chal re more manva, shyam ke dware
charan kamal me jake rakh de
apane dukhade sare sare
chal re more manva, shyam ke dware

main nirdhan aur lamba path hain
na koi doli na koi rath hain
nange pairo chala sudama
phul ban gye kante sare
chal re more manva, shyam ke dware

shyam ke path par, kaal jo aye
hansh hansh gale lagauu
jag ke ishvar narshingh ki mahima
ho matwala gaaun
ho matwala gaaun
dekh sudama rup badal kar
aaye mohan payre
chal re more manva, shyam ke dware

shehs nag ka rup dekh kar
yaad aaye girdhari
ek jaa to kya hain kardu
sau jane balihari
kitani dur se lene aye
hamko shyam hamare
chal re more manva, shyam ke dware

o nadiya tufaan utha le
mil ke rahenge milne wale
chal re sudama shyam salona
tujhko aaj pukar e
lyrics of song Chal More Manvaa Shyam Ke Dware
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Krishna Sudhama (1957)
Prem Abeed, Balraj Sahni, Nirupa Roy, Uma Kant, Malaya Sarkar, Raaj KumarLata Mangeshkar, Madhubala Zaveri, Mohammed RafiPandit Radheshyam, Ramesh Gupta, Qamar JalalabadiHusnlal BhagatramShanti KumarKrishna Sudhama at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type