chale pawan ki chal jag me chale pawan ki chal
yahi chalan hai jag seva ka yahi jiwan sukh paal
chale pawan ki chal
is nagari ki dagar dagar me lakho hai janjal
is nagari ki dagar dagar me lakho hai janjal
sakhti narmi sardi garmi ek sanche mein daal
ho chale pawan ki chal jag mein
dukh ka nash ho sukh ka palan
dono bojh sambhal
chubhte kante pis pis jaye phul na ho pamal
chale pawan ki chal jag mein
kat na sake ye lamba rasta kate hazaro saal
jaha pehuchane par dam tute hai kaal akal
chale pawan ki chal jag me
sach ! 70 dasak par kr chuka yh amar geet yunhi pawan ki gati banaye ek
darsnik shandesh deta hua nirantar aage bhadh raha hai.. Aage bhi hamari
kai pidhiyan is sadabahar geet ko sunkar un mahan funkaron ko yad karengi.
Nayab,apne kam ke prati samarpit ,karmath,imandar funkaron ko salam..,
Indeed ! a perfect song in all respect ..a timeless classy. Thanks for
sharing .