Video of this song from youtube
Chali Piya Ki Khoj Me Pagli - चली पिया की खोज में पगली
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Chali Piya Ki Khoj Me Pagli - चली पिया की खोज में पगली
chali piyaa ki khoj me pagali
chali piyaa ki khoj me pagali
banke ek diwaani
aaj bani wo prem bhikharan
kal tak thi jo raani
chali piyaa ki khoj me pagali

dekho is duniyaa ka data, kaise kaise khel dikhata
dekho is duniyaa ka data, kaise kaise khel dikhata
raam ki khoj me sita nikali
raam ki khoj me sita nikali
kaisi ajab kahaani
aaj bani wo prem bhikharan
kal tak thi jo raani
chali piyaa ki khoj me pagali

vyaakul manawaa et ut bhaage
tan hain pichhe man hain aage
vyaakul manawaa et ut bhaage
tan hain pichhe man hain aage
pritam ki yaado me dubi, pritam ki yaado me dubi
pritam ki diwaani
aaj bani wo prem bhikharan
kal tak thi jo raani
chali piyaa ki khoj me pagali
banke ek diwaani
aaj bani wo prem bhikharan
kal tak thi jo raani
chali piyaa ki khoj me pagali
lyrics of song Chali Piya Ki Khoj Me Pagli
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films