Video of "Chaman Ke Phul Bhi Tujhako Gulaab Kahate Hain" from YouTube
Advertisement
Chaman Ke Phul Bhi Tujhako Gulaab Kahate Hain - चमन के फूल भी तुझको गुलाब कहते हैं
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music byG S Kohli
LyricistFarooq Qaisar
ActorAjit, Ragini
CategoryTareef Songs
MovieShikari (1963)
Lyrics of Chaman Ke Phul Bhi Tujhako Gulaab Kahate Hain - चमन के फूल भी तुझको गुलाब कहते हैं
chaman ke phul bhi tujhko gulab kahte hai
hami nahi hai
hami nahi hai sabhi lajvaab kahte hai
nazar mila ke mere dil ki baat pahachano
suna hai chehre ko
suna hai chehre ko dil ki kitaab kahte hai
chaman ke phul bhi tujhko
saaz-e-dil chhed diya hai to ye nagma sun lo
bikhri bikhri hui ye pyar ki kirne chun lo
isi kiran ko sanam aaftaab kahte hai
hami nahi, hami nahi
hami nahi hai sabhi lajvaab kahte hai
chaman ke phul bhi tujhko
aaj tak dekhi nahi aisi dahakti aankhe
daal do aa ke in aankho me chhalkati aankhe
sambhal ke pina ise sab sharab kahte hai

Poetic Translation - Lyrics of Chaman Ke Phul Bhi Tujhako Gulaab Kahate Hain - चमन के फूल भी तुझको गुलाब कहते हैं
The garden's bloom whispers rose to your name,
It isn't just I.
All marvel, proclaim your acclaim.
Gaze into eyes, heed my heart's plea,
They say the face,
They say the face, holds the soul's decree.
The garden's bloom whispers…
You have struck the chord, now heed this song,
Gather the light, where love has belonged.
The very beam, my beloved, they call sun's ray.
It isn't just I,
It isn't just I, all marvel, they say.
The garden's bloom whispers…
Never have I seen eyes so ablaze,
Pour into these depths, the tears of your gaze.
Drink with care, they call this wine's way.
It isn't just I,
It isn't just I, all marvel, they say.
The garden's bloom whispers rose to your name,
It isn't just I, all marvel, proclaim.
Gaze into eyes, heed my heart's plea,
They say the face holds the soul's decree.

Shikari (1963) - Movie Details
Film CastAjit, Ragini, Helen, Madan Puri, Habib, K N Singh, Bir Sakuja, Randhir Kapoor, Tun Tun, Kamal Mehra, Shyam Kumar
SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Music ByG S Kohli
DirectorMohammad Hussain
ProducerF C Mehra
External LinksShikari at IMDB
Movie at YTShikari at YT Shikari at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films