Video of this song from youtube
Chaman Ki Jaan Ho, Rangin Ye Bahaar Ho Tum - चमन की जान हो, रंगीन ये बहार हो तुम
Lyrics of Chaman Ki Jaan Ho, Rangin Ye Bahaar Ho Tum - चमन की जान हो, रंगीन ये बहार हो तुम
chaman ki jaan ho, chaman ki jaan ho
chaman ki jaan ho
rangin ye bahar ho tum
chaman ki jaan ho
rangin ye bahar ho tum
jawab jiska nahi hai vo sahatar ho tum
chaman ki jaan ho
rangin ye bahar ho tum

tumhare julf ki khushbu se raat jhum uthe
sitare raaks kare kaynaath jhum uthe
kali kali ka, kali kali ka
mehkta hua nikhar ho tum
chaman ki jaan ho

jaha me ishq mohabbat tumhare dam se hai
kasam raat ki jannat tumhare dam se hai
mere hasin
mere hasin khayalo ka intzar ho tum
jawab jiska nahi vo sahatar ho tum
chaman ki jaan ho
rangin ye bahar ho tum

tum apne husan ki ranaaiya mujhe de do
jo ho sake to ye angdayia mujhe de do
ki meri jaan, ki meri jaan
mera dil mera karar ho tum
jawab jiska nahi vo sahatar ho tum
chaman ki jaan ho
rangin ye bahar ho tum
chaman ki jaan ho
rangin ye bahar ho tum
lyrics of song Chaman Ki Jaan Ho, Rangin Ye Bahaar Ho Tum
Comments on song "Chaman Ki Jaan Ho, Rangin Ye Bahaar Ho Tum"
Jagjit Singh Ishar on Wednesday, October 01, 2014
Never heard before. Who are the actors in the frame.
pramod tailang on Sunday, March 09, 2014
Nice one !
jayant k. shrivastava on Monday, March 17, 2014
very nice
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films