Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.20 - 5 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Chaman Se Kaun Chala - चमन से कौन चला कौन चला कौन चला
chaman se kaun chala kaun chala kaun chala
chaman se kaun chala ye khamoshiya lekar
chaman se kaun chala ye khamoshiya lekar
kali kali kali kali tadap uthi hai sisakiyaan lekar
kali kali tadap uthi hai sisakiyaan lekar
tamasha dekh rahe the jo dubne ka mere
tamasha dekh rahe the jo dubne ka mere
tamasha dekh rahe the jo dubne ka mere
meri talash meri talash mein nikle hai kashtiya lekar
meri talash mein nikle hai kashtiya lekar
kali kali tadap uthi hai sisakiyaan lekar

kafan na mera hatao
kafan na mera hatao
zamana dekh na le
kafan na mera hatao
zamana dekh na le
kafan na mera hatao
zamana dekh na le
main so gaya hu main so gaya hu main so gaya hu
main so gaya hu main so gaya hu
main so gaya hu tumhari nishaniya lekar
main so gaya hu tumhari nishaniya lekar
kali kali tadap uthi hai sisakiyaan lekar

jo raat din jo raat din
jo raat din jo raat din
mere marne ki kar rahe the duaa
jo raat din
mere marne ki kar rahe the duaa
wo ro rahe hai wo ro rahe hai
jo raat din
mere marne ki kar rahe the duaa
wo ro rahe hai wo ro rahe hai
zanaje pe hichkiya lekar
wo ro rahe hai wo ro rahe hai
zanaje pe hichkiya lekar
jo raat din
mere marne ki kar rahe the duaa
wo ro rahe hai zanaje pe hichkiya lekar
wo ro rahe hai zanaje pe hichkiya lekar
kali kali tadap uthi hai sisakiyaan lekar
lyrics of song Chaman Se Kaun Chala
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
The Khazana Concert - Anup Jalota & Vatsala Mehra (1982)
Vatsala Mehra, Anup Jalota
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type