Video of this song from youtube
Advertisement
Chand Ke Baad Sitaaron Ki - चाँद के बाद सितारों की, तरफ क्या देखूँ
SingerPankaj Udhas
Music byPankaj Udhas
LyricistQaiser-Ul-Jafri
Actor
CategoryGhazals
MovieGhoonghat (Pankaj Udhas) (2001)
Lyrics of Chand Ke Baad Sitaaron Ki - चाँद के बाद सितारों की, तरफ क्या देखूँ
chand ke bad sitaron ki, taraf kya dekhun

tujhko dekha to hazaro ki, taraf kya dekhun

pyar ke nam pe hanste, hue mar jana hai
pyar ke nam pe hanste, hue mar jana hai
dubna hai to kinaro ki, taraf kya dekhun

tu meri ruh me, rango ki tarah barsi hai

ab sawan ke nazaron ki, taraf kya dekhun

jab khile phul to maine, tujhe socha hai bahut

aankh utha kar bahaaro ki, taraf kya dekhun

Comments on song "Chand Ke Baad Sitaaron Ki"
Raj Kumar Saluja on Saturday, June 29, 2013
very nice gazal
very nice gazal
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

Full moon night song, listen on roof with no lights but onlt moon lite