Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon Vinod KhannaRomantic Songs

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.43
Total Vote(s) : 7
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Chand Kya Hai - चाँद क्या है
chand kya hai rup ka darpan
are rup kya hai preet ka angan
preet kya hai dil ki dhadkan
chand kya hai rup ka darpan
are rup kya hai preet ka angan
preet kya hai dil ki dhadkan

jab se tum sang preet lagai
jab se tum sang preet lagai
hamko ek pal nind na aayi
rani ho rani meri nas nas le angadayi
du mai sari raat duhai raja ho raja
kaho na raat ki sari kahani
raat kya hai nind ki chilman
nind kya hai hosh ki dusman
hosh kya hai diwanapan
chand kya hai rup ka darpan
are rup kya hai preet ka angan
preet kya hai dil ki dhadkan

raat ko apna chand pyara
ho raat ko apna chand pyara
mujhko pyara pyar tumhara
raja ho raja sagar ki hai jaan kinara
meri jan hai pyar tumhara
rani ho rani
aji hum jante hai tum batao
jaan kya hai saans ka bandhan
saans kya hai aas ka jiwan
aas kya hai chand si dulhan
chand kya hai rup ka darpan
are rup kya hai preet ka angan
preet kya hai dil ki dhadkan
chand kya arey rup kya
are preet kya are dhadkan kya
lyrics of song Chand Kya Hai
Comments on song "Chand Kya Hai"
Prakash Satam on Sunday, December 09, 2012
Great Composition of Ganesh,What a Handsome & Ladykilling Look of Vinod Khanna
zaktrust on Thursday, March 08, 2012
Again a gem of a composition.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dhamkee (1973)
Vinod Khanna, Kumkum, Yogita Bali, Ranjeet, Helen, Subhash Ghai, Bela Bose, Imtiaz Khan, Jay Shree T, Meena TAsha Bhosle, Kishore Kumar, Usha MangeshkarVerma Malik, Asad BhopaliGaneshParvez, KalpataruT H ShahDhamkee at IMDB      Dhamkee at WikipediaDhamkee at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type