Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.91 - 23 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Chanda Ke Des Me Rehti Ek Rani - चंदा के देश में रहती एक रानी
chanda ke desh me rahti ek rani
chanda ke desh me rahti ek rani
aankhe uski chanchal sitare
bijli se ujli uski jawani
chanda ke desh me rahti ek rani
chanda ke desh me rahti ek rani

chandi sa jhil mil mahal wo hansi
jisme basi hai ek najni
humne jo dekha to aaya yaki
duniya me us jaisa koi nahi
uski adaye sabse zuda hai
uski jhalak par duniya diwani
chanda ke desh me rahti ek rani

badal ke rath par nikalti hai wo
bijli ke dole me chalti hai wo
inderdanush uski angdai hai
chanda hi jiski parchhai hai
bate kare to jhalke hai moti
puchho na uski jadu byani
chanda ke desh me rahti ek rani

nazo ada se sawarti hai wo
har phul me rang bharti hai wo
dharti ke raja pe marti hai wo
bachcho se bhi pyar karti hai wo
chanda me dekho kate hai charkha
khatm hui ab apni kahani
chanda ke desh me rahti ek rani
lyrics of song Chanda Ke Des Me Rehti Ek Rani
Comments on song "Chanda Ke Des Me Rehti Ek Rani"
ShivKumar44 on Sunday, January 12, 2014
Pujan kUmar Daripa & Nazzbd: Reply Deyar Jayga Nei Tai Uttar Deya Hayni.
Apnader Dujankei Dhannybad.
pujan kumar Daripa on Tuesday, January 01, 2013
Mukesh amar priyo shilpi. E gantio tai bhalo laglo. Happy new year.
naazbd on Thursday, May 24, 2012
apurbo dada.
Kamlesh Mistry on Sunday, April 06, 2014
thumbs up
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Meraa Ghar Mere Bachche (1960)
Sohrab Modi, Sulochana, Sundesh, Subiraj, Kumar, Naaz, Daisy Irani, Nana PalsikarAsha Bhosle, Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur, Seeta Agarwal, MukeshHasrat JaipuriSardar MalikSohrab ModiMeraa Ghar Mere Bachche at IMDB      Meraa Ghar Mere Bachche at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type