Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 and 5 (5 being the best). Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Chashmewali Ladki Ke Nakhre Kamaal - ले गयी अँखियों का जादू टोना डालके
le gayi ankhiyo ka jadu tona dalke
chalna o yaaro zara dil ko sambhal ke
dil ko sambhal ke
chashmewali, chashmewali
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
nakhre kamaal ke, nakhre kamaal ke
arey nakhre kamaal ke

aankho me suroor hai jawani ka guroor hai
jawani ka guroor hai, jawani ka guroor hai
baat nashi kare koi baat to zaroor hai ha
baat to zaroor hai, baat to zaroor hai
sadke main jaun haay morni ki chaal ke
chalna o yaaro zara dil ko sambhal ke
dil ko sambhal ke
chashmewali, chashmewali
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
nakhre kamaal ke, nakhre kamaal ke
o dekho nakhre kamaal ke

jhoomti bahar hai dilo ka ye qaraar hai
dilo ka ye qaraar hai, dilo ka ye qaraar hai
arey aate jaate sabhi ko isi ka intzaar hai
isi ka intzaar hai, isi ka intzaar hai
jisko bhi dekhe dil le jaaye nikal ke
chalna o yaaro zara dil ko sambhal ke
dil ko sambhal ke
chashmewali, chashmewali
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
nakhre kamaal ke, nakhre kamaal ke
arey nakhre kamaal ke

he dilo ki umng hai jawani ki tarang hai
jawani ki tarang hai, jawani ki tarang hai
jab se hai dekha dil ho gaya malang hai
ho gaya malang hai, ho gaya malang hai
subo shaam sapne hai uske khayal ke
chalna o yaaro zara dil ko sambhal ke
dil ko sambhal ke
chashmewali, chashmewali
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
chashmewali ladki ke nakhre kamaal ke
nakhre kamaal ke, nakhre kamaal ke
arey re re nakhre kamaal ke
lyrics of song Chashmewali Ladki Ke Nakhre Kamaal
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Zulfon Mein Ek Chehera (1999)
Anuradha Paudwal, Vinod RathodRam RasikVarinder Bachan
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type