Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara
3.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara - चेहरा तुम्हारा है कितना प्यारा
chehara tumhara hai kitna pyara
dekhe bina mera ho na gujara
rab ne tumhe bhi kya khub banaya
meri najar se khud ko dekho to yara

dil diwana diwana dil
dil diwana bekarar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai kahte hai mere yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai

jabse kiya hai dilbar maine didar tera
pal pal mujhe rahta hai bas intjar tera
najro ne meri jabse tera khwab yar dekha
na dekh kar bhi tujhko sou baar yar dekha
koi jadu koi jadu baar baar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai

ye kah rahi hai hamse diwanagi hamari
kahi hamko le dube na ye aashiki tumhari
ye ishk hi masiha ye ishk hi khuda hai
milkar juda na ho ham lab par yahi duaa hai
mujhko tera mujhko tera aetabar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
kahte hai mere yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
dil diwana bekarar hone laga hai
halka halka sa khumar hone laga hai tu bhi ye sun le yar
mujhe pyar hone laga hai mujhe pyar hone laga hai
lyrics of song Chehra Tumhara Kitna Hai Pyara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Ishq Mein Jeena Ishq Mein Marna (1993)
Aasif Sheikh, Brij Gopal, Shafi Inamdaar, Dalip Tahil, Bharat Kapoor, Amit Bhalla, Divya Dutta, Kuldeep MalikGauhar KanpuriShyam SurenderMarooq MirzaIshq Mein Jeena Ishq Mein Marna at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type