Video of this song from youtube
Advertisement
Chhaiyaan Me Tore Saiyaan Ki - छईयां में तोरे सइयां
SingerJubin Nautiyal, Asees Kaur, Keshav Anand
Music byMithoon
LyricistMithoon, Faruk Kabir
Actor
CategoryHappy Songs
MovieKhuda Haafiz: Chapter 2 Agni Pariksha (2022)
Lyrics of Chhaiyaan Me Tore Saiyaan Ki - छईयां में तोरे सइयां
pee mohe dhun tune aisi lagayi
pee mohe dhun tune aisi lagayi
mann mein kahin tori preet jagayi
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
aayi ve tohre paas main aayi
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
mohe yoon hi tu rakhna ji
mohe yoon hi tu rakhna ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
sajna haan tore preet mein
saaton janam bitana
taras gaye they nain mere
tere chehre ke is noor ko
noor ko....
taras gaye they nain mere
tere chehre ke is noor ko
rab ne milaya hai humko
phir rehna kaahe door ko
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
aayi tu more paas ve aayi
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
sajni yoon hi tu rehna ji
sajni yoon hi tu rehna ji
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
deen ilahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
farz rubayi meri farz gawayi meri
ishq hua mujhko
sajan ve
deen ilahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
farz rubayi meri farz gawayi meri
ishq hua mujhko
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
saiyaan ji
pee mohe dhun tune aisi lagayi
mann mein kahin tori preet jagayi
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
aayi ve tohre paas main aayi
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
mohe yoon hi tu rakhna ji
mohe yoon hi tu rakhna ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
chaiyaan mein tore saiyaan ji
sajna haan tore preet mein
saaton janam bitana
taras gaye they nain mere
tere chehre ke is noor ko
noor ko....
taras gaye they nain mere
tere chehre ke is noor ko
rab ne milaya hai humko
phir rehna kaahe door ko
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
aayi tu more paas ve aayi
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
sajni yoon hi tu rehna ji
sajni yoon hi tu rehna ji
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
deen ilahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
farz rubayi meri farz gawayi meri
ishq hua mujhko
sajan ve
deen ilahi mera maan hai maahi
main to sajda karun unko
farz rubayi meri farz gawayi meri
ishq hua mujhko
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
chaiyaan mein tore saiyaan ki
saiyaan ji
Khuda Haafiz: Chapter 2 Agni Pariksha (2022) - Movie Details
Film CastVidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi, Sheeba Chaddha, Danish Hussain, Rajesh Telang, Dibyendu Bhattacharya, Riddhi SharmaSingerJubin Nautiyal, Asees Kaur, Keshav Anand, Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya, Anis Ali Sabri, Vishal Mishra, Niazi Nizami BrothersLyricistManoj Muntashir, Mithoon, Faruk Kabir, Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli, Vishal Mishra, Kaushal KishoreMusic ByMithoon, Shabbir Ahmed, Vishal MishraDirectorAbhishek Pathak, Kumar Mangat Pathak, Ram Mirchandani, Sneha Bimal ParekhProducerFaruk KabirExternal LinksKhuda Haafiz: Chapter 2 Agni Pariksha at IMDB Khuda Haafiz: Chapter 2 Agni Pariksha at Wikipedia
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement
