Video of this song from youtube
Lyrics of Chhin Ke Dil Kyon Pher Lin Aankhen - छीन के दिल क्यूँ फेर ली आँखे
chhin ke dil kyun pher li aankhe jaan gaye ham jaan gaye
laakh adaaye dekhne waale ye bhi ada pehchaan gaye

ham hai tumhaare chaahne waale hamko na tum barbaad karo
dil ne kiya tha dil se jo vaada yaad karo haan yaad karo
haay zara si baat ka bolo aaj bura kyun maan gaye

aankh me shokhi dil me muhabbat dil hai kahi nazre hai kahi
aise chale ho bhed chhupakar jaise hame maalum nahi
tumko qasam hai ab na sataao aaj tumhe ham maan gaye
chhin ke dil kyun pher li aankhe jaan gaye ham jaan gaye

ho na kahi badnaam mohabbat dekho-dekho zubaan se
kuchh na kaho, kuchh na kaho
pyaar ka nagma hamko suna ke lutne waale tum hi kaho
tumne hame pehchaan liya to ham bhi tumhe pahechaan gaye
chhin ke dil kyun pher li aankhe jaan gaye ham jaan gaye
lyrics of song Chhin Ke Dil Kyon Pher Lin Aankhen
Comments on song "Chhin Ke Dil Kyon Pher Lin Aankhen"
asim306 on Tuesday, October 13, 2009
Most running Song- never stoped-
one of 1st smoothly sing in that time-

superb -
thanx 4 share
esa dilmohamed on Monday, April 20, 2015
That RAFI Shahab got the title of padhmashree and the greatest singer ever
india got
is the reality. Just listen to his voice here for to be sure!!!!!!!!!!!!!
D N Rao on Wednesday, September 21, 2011
Thanks for uploading the pleasant, mesmerising duet. Wishing you all the best to you. I feel like listening to this song again and again - Dhanyavaad.
anuradha dhavle on Tuesday, January 13, 2015
one of most favourite songs of this twosome, which i like immensely.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Chandni Raat (1949)
Shyam, Naseem Banoo, David, Ulhas, Cuckoo, Jillo, Parveen, Noor Jahan, Sayeeda KhanMohammed Rafi, Shamshad Begum, Uma DeviShakeel BadayuniNaushad AliM EhsanChandni Raat at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type