Lyrics of Chhoti Si Ye Zindgani Re, Char Din Ki Jawani Teri - छोटी सी ये ज़िंदगानी रे, चार दिन की जवानी तेरी
chhoti si ye zindgani re
char din ki jawani teri
hay re hay gam ki kahani teri
chhoti si ye zindgani re
char din ki jawani teri
hay re hay gam ki kahani teri
sham hui ye desh birana
tujhko apne balam ghar jana, sajan ghar jana
sham hui ye desh birana
tujhko apne balam ghar jana, sajan ghar jana
raah me murakh mat lut jana, mat lut jana
chhoti si ye zindgani re
char din ki jawani teri
hay re hay gam ki kahani teri
chhoti si ye zindgani re
char din ki jawani teri
hay re hay gam ki kahani teri
babul ka ghar chhuta jaye
ankhiyan ghor andhera chhaye, ji dil ghabraye
babul ka ghar chhuta jaye
ankhiyan ghor andhera chhaye, ji dil ghabraye
aankh se tapke dil ka khazana, dil ka khazana
chhoti si ye zindgani re
char din ki jawani teri
hay re hay gam ki kahani teri
chhoti si ye zindgani re
char din ki jawani teri
hay re hay gam ki kahani teri
In the old movies it was common for the hero or someone else to sing a song while driving a bullock cart or horse carriage like in this movie. By the way tune of this song is very close to the song "gaaye ja geet milan ke tu apni lagan ke..." from film Mela.