Video of this song from youtube
Chilam Ka Ek Dum, Bas Ek Dum - चिलम का एक दम, बस एक दम
SingerAsha Bhosle
Music bySapan Jagmohan, Jaidev
LyricistJan Nisar Akhtar
Actor
CategoryMasti Bhare Geet
MovieAalingan (1974)
Lyrics of Chilam Ka Ek Dum, Bas Ek Dum - चिलम का एक दम, बस एक दम
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
bhula deta hai sare jindagi ke gham
bhula deta hai sare jindagi ke gham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
laga le dam pe dam kaha ki ranjugam
jamana humse hai jamane se nahi ham
nashila ye dhuaa uda ke dekh le
naya ek aasmaan bana ke dekh le
nirala ik jahan basa ke dekh le
jawan jaadu hai ye jaga ke dekh le
bahakane de jara yuhi zara apne kadam
bahakane de jara yuhi zara apne kadam
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
laga le dam pe dam kaha ki ranjugam
jamana humse hai jamane se nahi ham
rivajo par na ja inhe jhuthlaye ja
ye duniya dhul hai ise thukraye ja
nasha badhta rahe yuhi lahraye ja
jo tere dil me hai use apnaaye ja
jamana kuch nahi kuch bhi nahi
sabkuch hai ham
jamana kuch nahi kuch bhi nahi
sabkuch hai ham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
bhula deta hai sare jindagi ke gham
bhula deta hai sare jindagi ke gham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
laga le dam pe dam kaha ki ranjugam
jamana humse hai jamane se nahi ham
nashila ye dhuaa uda ke dekh le
naya ek aasmaan bana ke dekh le
nirala ik jahan basa ke dekh le
jawan jaadu hai ye jaga ke dekh le
bahakane de jara yuhi zara apne kadam
bahakane de jara yuhi zara apne kadam
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
bhula deta hai sare jindagi ke gham
laga le dam pe dam kaha ki ranjugam
jamana humse hai jamane se nahi ham
rivajo par na ja inhe jhuthlaye ja
ye duniya dhul hai ise thukraye ja
nasha badhta rahe yuhi lahraye ja
jo tere dil me hai use apnaaye ja
jamana kuch nahi kuch bhi nahi
sabkuch hai ham
jamana kuch nahi kuch bhi nahi
sabkuch hai ham
chilam ka ek dam bas ek dam
sirf ek dam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

