Video of this song from youtube
Chup Tha Pani Khamosh Thi Lehar - चुप था पानी खामोश थी लहर
Lyrics of Chup Tha Pani Khamosh Thi Lehar - चुप था पानी खामोश थी लहर
chup tha pani khamosh thi lahar
ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhawar

chup tha pani khamosh thi lahar
chup tha pani khamosh thi lahar
ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwar
ungali pakd ke mere maula, rasta bata de mere maula
ungali pakd ke mere maula, rasta bata de mere maula
gehara ghana daldal fas gaya hai kamal
gehara ghana daldal fas gaya hai kamal
kon kis ko roke keh de ruk ja sambal
aane wale kal me bita pal kyu mile
khawabo ke rango me kyu khawaise ghule
ungali pakd ke mere maula, rasta bata de mere maula
ungali pakd ke mere maula, rasta bata de mere maula
chup tha pani khamosh thi lahar
chup tha pani khamosh thi lahar

aage jane kya hai par ruke na kadam
kyu aisa safar hai jo hota na khatam
ladkhdate kadam le jayege kaha
rato ki shyai ko kab milegi subha
ungali pakd ke mere maula, rasta bata de mere maula
ungali pakd ke mere maula, rasta bata de mere maula
chup tha pani khamosh thi lahar
chup tha pani khamosh thi lahar
ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwar
ek hawa ka jhoka uth gaya hai bhwar
lyrics of song Chup Tha Pani Khamosh Thi Lehar
Comments on song "Chup Tha Pani Khamosh Thi Lehar"
aish753 on Sunday, December 19, 2010
very very very very nic song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films