chupke chupke shakiyo se woh batein karna bhul gai - (2)
mujhko dekha panghath pe toh -2 panee bharna bhul gai
chupke chupke shakiyon se woh batein karna bhul gai
pehle shayad usako mere chehre ka andaj na tha - (2)
mujhse aankhe thakrayee toh -2 khud pe marna bhul gai
chupke chupke shakiyo se woh batein karna bhul gai
sach puchho toh meree wajah se usako aisa rog laga - (2)
kajal mehndi kangan bindiya -2 se sanwarna bhul gai
chupke chupke shakiyon se woh batein karna bhul gai
kya jane kab usse milane, aa jau iss khwahish me - (2)
chhat par baithee rehatee hai woh 2- chhat se utarna bhul gai
chupke chupke shakiyon se woh batein karna bhul gai - (2)
mujhko dekha panghath pe toh -2 panee bharna bhul gai
chupke chupke shakiyon se woh batein karna bhul gai
seen it numerous times... but still this song sounds refreshing :)