Video of this song from youtube
Daata Tere Kai Naam (2) - दाता तेरे कई नाम
Lyrics of Daata Tere Kai Naam (2) - दाता तेरे कई नाम
daata tere kayi naam
o daata, daata tere kayi naam
koi pukare kisi naam se
koi pukare kisi naam se
aaye tu sabke kaam
o daata, daata tere kayi naam
o daata, daata tere kayi naam

aankho ke darpan mein tu hai
tu dil ki har dhadkan mein
tu dil ki har dhadkan mein
tu hi man ke madhur milan mein
tu saanso ke bandhan mein
tu saanso ke bandhan mein
tu seeta ka, tu seeta ka ram
kahin tu, radha ka ghanshyam
o daata, daata tere kayi naam
o daata, daata tere kayi naam
lyrics of song Daata Tere Kai Naam (2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films