Video of this song from youtube
Dafa Kar - दफा कर
Lyrics of Dafa Kar - दफा कर
dafa kar dafa kar sau dafa kar
dafa kar sau dafa kar dafa kar
dil jo bole sau dafa kar
koyi na maane dafa kar
dil jo bole sau dafa kar
koyi na maane dafa kar

ishq mohabbat sau dafa kar
jalti hai duniya dafa kar
tu dil ki baazi laga kar
ja jeet ka jashn mana kar
tu dil ki baazi laga kar
ja jeet ka jashn mana kar

tu fateh kar tu fateh kar
sau dafa kar sau dafa kar
kar dafa kar dafa kar dafa kar
sau dafa kar dafa kar
sau dafa kar dafa kar
dafa kar dafa kar yo

one more time
ho yaaron se tu wafa kar
dushman se tu zafa kar
jhoothon se tu daga kar
sacchon se tu sulaah kar

yaaron se tu wafa kar
dushman se tu zafa kar
sacchon se tu sulaah kar
jeene ka yahi ek andaaz hai
jo dil mein hai honthon pe
woh baat hai

oh mere oh mere oh sohniya
nana re nana re nana re na
hai rangeen tu aawara bhi tu
dil pe tu mohabbat ka tadka laga
oh mere oh mere oh sohniya
nana re nana re nana re na
hai rangeen tu aawara bhi tu
dil pe tu mohabbat ka bhi tadka laga

dil jo bole sau dafa kar
koyi na maane
ishq mohabbat sau dafa kar
jalti hai duniya dafa kar
tu dil ki baazi laga kar
ja jeet ka jashn mana kar
tu dil ki baazi laga kar
ja jeet ka jashn mana kar

tu fateh kar tu fateh kar
sau dafa kar sau dafa kar
dafa kar dafa kar
dafa kar dafa kar
sau dafa kar dafa kar

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films