Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Dard Beshumar Hai Kab Se Intezar Hai - दर्द बेशुमार है कब से इंतजार है
dard beshumaar hai kab se intezar hai
tirchhi nazar dekh lo sau taka sawal hai
dil mein tera pyar hai bekrar hai
haye mere balma apna bhi yahi haal hai
haye mere balma apna bhi yahi haal hai
dil ka karar lo ummido ka haar lo
tan ka shringar lo bilkul udhar lo
tan ka shringar lo bilkul udhar lo
dil ki dukan me mohabbat sa sawal hai
tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai
tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai

aasha ki bagiya ko luta bahar ne
aasha ki bagiya ko luta bahar ne
dil ko bechain kiya dil ke karar ne
dil ko bechain kiya dil ke karar ne
ulfat me haye chen milna muhal hai
haye mere balma apna bhi yahi hal hai
haye mere balma apna bhi yahi hal hai

hasino ke fande se bachna muhal hai
hasino ke fande se bachan muhal hai
marne ka nam nahi jina mawal hai
marne ka nam nahi jina mawal hai
naino ke tir kahi julfo ka jal hai
tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai
tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai

main bhi nihal mera dil bhi nihal hai
main bhi nihal mera dil bhi nihal hai
hardam mohabbat ka humko khyal hai
hardam mohabbat ka humko khyal hai
teri baat tal du meri kya majal hai
haye mere balma apna bhi yahi hal hai
haye mere balma apna bhi yahi hal hai
dard beshumar hai kab se intajar hai
tirchhi najar dekh lo chhota sa sawal hai
dil mein tera pyar hai bekrar hai
haye mere balma apna bhi yahi haal hai
haye mere balma apna bhi yahi haal hai
lyrics of song Dard Beshumar Hai Kab Se Intezar Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Bhool Bhulaiyan (1949)
Shamshad Begum, A R Ojha, Bhola, Savitri Gidwani, Raj Khosla, Geeta Dutt, Mohammed FarooquiB.R. Sharma, Rajendra Krishan, Pandit IndraBulo C RaniBhool Bhulaiyan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type