Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soonGhazals

Video of this song from youtube
Average Rating : 3.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai - दर्द के फूल भी खिलते हैं, बिखर जाते हैं
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai
zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai

us dariche mein bhi ab, koi nahi aur hum bhi
us dariche mein bhi ab, koi nahi aur hum bhi
sar jhukaye huye chupchap guzar jaate hai

raasta roke khadi hai, yahi uljhan kabse
raasta roke khadi hai, yahi uljhan kabse
koi puchhe to kahe kya, ke kidhar jaate hai
zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai

naram aawaaz, bhali baate, muhazzab lahje
naram aawaaz, bhali baate, muhazzab lahje
pahli baarish mein hi, ye rang utar jaate hai
pahli baarish mein hi, ye rang utar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai
zakhm kaise bhi ho, kuch roz mein bhar jaate hai
dard ke phool bhi khilte hai, bikhar jaate hai
lyrics of song Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai
Comments on song "Dard Ke Phool Bhi Khilte Hai"
asif Butt on Tuesday, October 11, 2011
Jagjit jee...I have been grown up with ur magical voice...I have
sensational relation with my incomplete love and your greattttttttt
music... Its like my wound reopen again.. May rest in peace
Porf. Zahoor uk on Monday, October 03, 2011
zulfon mayn jin kee may nay sijaay lhoo k phool yaro unheen k hath say
puther lgay mujhay (naz khialvi) prof.zahoor glasgow uk 00447837916285
u2mahekrehaan on Wednesday, October 12, 2011
us dareechey me bhi ab koi nahi our hum bhi...
a duniy me ab koi aap jaisa na hoga .a safar zindagi me ithna tho hai haasil...
Preeti Agrawal on Monday, November 17, 2014
Narm awaj , bhali baat , muhzab lahze

Pahli barish me hi ye rang utar jaate hai 
rahila habib on Wednesday, July 03, 2013
Asif Ji I agree with your feelings.. He'll be ever alive in our heart
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Silsilay (album) (2005)
Jagjit Singh, Javed AkhtarJaved Akhtar
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type