Video of this song from youtube
Dard Se Mera Daaman Bharde Ya Allaah - अल्लाह अल्लाह
SingerLata Mangeshkar
Music by
LyricistQateel Shifai
Actor
CategoryGhazals
MovieSajda (Album) (1991)
Lyrics of Dard Se Mera Daaman Bharde Ya Allaah - अल्लाह अल्लाह
allah allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
maine tujhse chand sitare kab maange
maine tujhse chand sitare kab maange
roshan dil bedaar nazar de ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
suraj si ek cheez to hum sab dekh chuke
suraj si ek cheez to hum sab dekh chuke
sach much ki ab koi sahar de ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
ya dharti ke jakhmo par marham rakhde
ya dharti ke jakhmo par marham rakhde
ya mera dil patthar karde ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
maine tujhse chand sitare kab maange
maine tujhse chand sitare kab maange
roshan dil bedaar nazar de ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
suraj si ek cheez to hum sab dekh chuke
suraj si ek cheez to hum sab dekh chuke
sach much ki ab koi sahar de ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
ya dharti ke jakhmo par marham rakhde
ya dharti ke jakhmo par marham rakhde
ya mera dil patthar karde ya allah
phir chahe deewana karde ya allah
ho dard se mera daaman bharde ya allah
Comments on song "Dard Se Mera Daaman Bharde Ya Allaah"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Maine tujhse chand-sitare kub mangey, (2)
Roshan dil, be-daar nazar de ya-allaah.
Suraj-si eek cheej to hum sub dekh chukey,
Suchmuch-ki aab koi sahar de, yaa-allaah...
Yaa dharatee-ke zakhamon-par murhum rakh-de, (2)
Yaa mera dil pathhar kar-de, yaa-allaah..,
Phir chahe diwanaa kar-de yaa allaah..
Dard-se mera daaman bhur-de yaa allaah...
Indeed a beautiful rendition of Lataji...Very touchy, emotional
prayer..So soothing to listen to.