Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Daulat Hai Kya - दौलत है क्या
daulat hai kya aha soharat hai kya
daulat hai kya aha soharat hai kya
parda hai kya jalwa hai kya
wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali

todo gumo ki janjir ko rakh do badal ke takdir ko
todo gumo ki janjir ko rakh do badal ke takdir ko
kin uljhano me khoye ho tum
na jane kab se roye ho tum
ho sone walo utho jago subah ho chali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali

apni madad karna sikh lo jina hai to marna sikh lo
apni madad karna sikh lo jina hai to marna sikh lo
dunia ke gum se jo dar gaya bemaut wo mar gaya
himmat se tu makm lo milke kaho ya ali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali

wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
wo admi hai bhala jiski hai niyat bhali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
ye kahta hai barkat ali ye kahta hai barkat ali
lyrics of song Daulat Hai Kya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dost Garibon Ka (1989)
Govinda, Neelam Kothari, Sumeet Sehgal, Sadhna Singh, Parikshat Sahni, Raza Murad, Om Shiv Puri, Satish Shah, Anjana Mumtaz, Dan Dhanoa, Vijay Arora, Yunus Parvez, Kamal Kapoor, Janki Das, Jamuna, Asha Sharma, Savita Bajaj, Sunil Dhawan, Darshan, Mahesh Raaj, Sadhana Singh, Rajendra Nath, Bandini Mishra, SaigalKishore Kumar, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz, Amit Kumar, Sudesh BhosleAnand BakshiLaxmikant, PyarelalC P DixitFiroz NadiadwalaDost Garibon Ka at IMDB      Dost Garibon Ka at WikipediaDost Garibon Ka at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type