Video of this song from youtube
Deewana, Deewana, Deewana Haye Kar Gayi Deewana - दीवाना, दीवाना, दीवाना हाय कर गयी दीवाना
Lyrics of Deewana, Deewana, Deewana Haye Kar Gayi Deewana - दीवाना, दीवाना, दीवाना हाय कर गयी दीवाना
diwana diwana diwana haye kar gayi diwana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
diwana diwana diwana haye kar gayi diwana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
diwana diwana diwana

dharti pe chhaya huya badal sa mai
tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
dharti pe chhaya huya badal sa mai
tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
kaisa hai ye tufa hum kahi dil kaha
diwana diwana diwana haye kar gayi diwana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
diwana diwana diwana

sun sun sun sun
ji na sakunga ab mai tere bina
kya rah sakegi tu mere bina
ji na sakunga ab mai tere bina
kya rah sakegi tu mere bina
ruth ke tu yu na ja tu to hai meri jaa
diwana diwana diwana haye kar gayi diwana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
diwana diwana diwana
lyrics of song Deewana, Deewana, Deewana Haye Kar Gayi Deewana
Comments on song "Deewana, Deewana, Deewana Haye Kar Gayi Deewana"
Angela Ramprashad on Saturday, September 21, 2013
WOW- WHAT A BEAUTIFUL SONG BY BAPPI
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films