Video of this song from youtube
Deewana Mai To Deewana
Lyrics of Deewana Mai To Deewana
na koi taal
na koi manjira
na koi taala
pyar ki dhun par
ro kar gaaye
ek pagal banjara

deewana main toh deewana huva
deewana main toh deewana huva
deewana main toh deewana huva

tum ban gayi ho mere dil ki duva
deewana main toh deewana huva
tum ban gayi ho mere dil ki duva
dardar batke deewana tera
dardar batke
dardar batke deewana tera
baho mein aaja zara
baho mein aaja

deewana main toh deewana huva
tum ban gayi ho mere dil ki duva
deewana main toh deewana huva

lyrics of song Deewana Mai To Deewana
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films