Video of this song from youtube
Dekh Kar Meri Taraf Khamosh Ho Jana Zara - देख कर मेरी तरफ खामोश हो जाना ज़रा
Lyrics of Dekh Kar Meri Taraf Khamosh Ho Jana Zara - देख कर मेरी तरफ खामोश हो जाना ज़रा
dekh kar meri taraf khamosh ho jana jara
dekh kar meri taraf khamosh ho jana jara
mai fasana jab kahu aasu na bhar lana jara
mai fasana jab kahu

jab mai dekhuga safina dubane ko hai mera
jab mai dekhuga safina dubane ko hai mera
mai tumhe awaj dunga tum chale aana jara
mai tumhe awaj dunga tum chale aana jara
mai tumhe awaj dunga

dubne vale ko mushkil or bhi ho jayegi
dubne vale ko mushkil or bhi ho jayegi
aise aalam me kahi tum bhi aa na jana jara
aise aalam me kahi tum bhi aa na jana jara
aise aalam me

fir meri kasti aane lagi sahil ke pas
fir meri kasti aane lagi sahil ke pas
koi tufano ko fir jakar bula lana jara
koi tufano ko fir jakar bula lana jara
koi tufano ko fir

kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu
kapti awaj me jab mai khuda aafis kahu
aa bhi jaye aankh me aasu to pi jana jara
aa bhi jaye aankh me aasu to pi jana jara
aa bhi jaye aankh

jaqat ke aadi hai hum ashak pi jayege hum
jaqat ke aadi hai hum ashak pi jayege hum
hai mulasif samane se tum bhi hat jana jara
hai mulasif samane se tum bhi hat jana jara
hai mulasif samane se
lyrics of song Dekh Kar Meri Taraf Khamosh Ho Jana Zara
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films