Video of this song from youtube
Lyrics of Dekhiye Saahibo Vo Koi Aur Thi - देखिये साहिबों वो कोई और थी
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, mai inpe marta hu
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, samajha tha mai ye hai khadi
lekin vaha koi aur thi, inke liye ai mohataram
chheda kisi aur ko tha khuda ki qasam
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, mai inpe marta hu

logo kehne do isko ye hai koi divaana
mai na jaanu kisi ko itna mera fasana
ek dam galat fasana hai
ek dam galat fasana hai, inse to purana hai apna silsila
dekho to pyaar inko bhi hai
mera khumaar inko bhi hai, inke liye ai mohataram
chheda kisi aur ko tha khuda ki qasam
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, mai inpe marta hu

mai ne kab isko chaaha kah do itna na pheke
aashiq banane se pehle apni surat to dekhe
surat bhali buri kya hai
surat bhali buri kya hai, sauda to nazar ka hai
sauda pyaar ka, inko kaha gam dosto
rusva huye ham dosto, inke liye ai mohataram
chheda kisi aur ko tha khuda ki qasam
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, mai inpe marta hu

haay haay dekho to isko bole hi ja raha hai
ulajhi baato me zaalim sabko ulajha raha hai
sach ban gaya agar ulajhan
sach ban gaya agar ulajhan phir kahiye janaab-e-man
meri kya khata, mujh par yaki ab kam sahi
mai saada dil mujrim sahi, inke liye ai mohataram
chheda kisi aur ko tha khuda ki qasam
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, mai inpe marta hu
dekhiye saahibo vo koi aur thi
aur ye naazani hai meri, mai inpe marta hu
lyrics of song Dekhiye Saahibo Vo Koi Aur Thi
Comments on song "Dekhiye Saahibo Vo Koi Aur Thi"
Sholay48 on Saturday, June 09, 2012
Very professional. Sometimes I wonder Rafi sings for SK or is it the other
way round where SK sings for Rafi. Before making a song, these two used to
meet to discuss about it. But there were times when Rafi would just sing
the song without discussing it first with SK. Rafi said that he knew
exactly how SK would be singing it in the film. And SK agreed.
rekhalalit on Wednesday, January 06, 2010
Very Very Nice Duet Song of Mohammed Rafi & Asha Bhonsle from Film -
"TEESRI MANZIL" . starrer - Shammi Kapoor,Helen,Asha Parekh,Prem Nath,Prem
Chopra,Salim etc. En Evergreen Super Duper Hit Suspense Film directed by
Vijay Anand .
asim306 on Saturday, November 28, 2009
door se dekha Aande uchal rahe the-
kareeb aa kar dekha to ghanjhe uchal rahe the- hahahah


thanx 4 share gr8 song
mbtalekar on Monday, May 23, 2011
'mai inpe marta hu,' this words in 1st stanza, Rafiji pronounces very tactly, sweetly. Before doing so, he discused with RD, and RD liked it very much. When you hear this song, atend this words.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Teesri Manzil (1966)
Shammi Kapoor, Asha Parekh, Prem Chopra, Premnath, Helen, Iftekhar, Raj Mehra, Rashid Khan, Ram Avtar, S N Banerjee, K N Singh, Salim, Neeta, Sabina, Haroon, Indira BansalAsha Bhosle, Mohammed RafiMajrooh SultanpuriR D BurmanVijay AnandNasir HussainTeesri Manzil at IMDB      Teesri Manzil at WikipediaTeesri Manzil at YouTube     |    Teesri Manzil at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type