Video of this song from youtube
Advertisement
Dekho Na Aanch Aaye Tirange Ko - देखो न आंच आये तिरंगे को
Lyrics of Dekho Na Aanch Aaye Tirange Ko - देखो न आंच आये तिरंगे को
dekho na aanch aaye tirnge ki shan ko
aajadiya dilai hai hindostaan ko
bolo kangres ki jai bolo kangres ki jai
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho

jeet li hai manjil door ki hai mushkile
har jagah sajai hai tarkkiyo ki mahfile
tarkkiyo ki mahfile
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho

aap sabke waste bapu ne khole raste
aao iski raah par gair se bachate huye
gair se bachate huye
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho

jisko jagmag diy ahai neharu ji ke kam ne
kya bujhegi aisi jyoti aandhiyo ke samne
aandhiyo ke samne
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho

jispe dukh na aaye ho kaun sa wo raaj hai
dil hamara saaf tha sar pe dekho taaj hai
sar pe dekho taaj hai
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho

aao iske saye mein aaj jalti dhoop hai
shastri ji kah gaye ye aman ka roop hai
ye aman ka roop hai
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho

aan par jo jaan de sab ke sab mahan hai
kah rahi hai indira ji inme sab insan hai
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho
bhed hai na bhav hai yah pyar ka chunav hai
kangres ki jai kangres ki jai ho
kangres ki jai ho
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement