Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.75 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Desh Me Sankat Aaya Hai - देश मे संकट आया है
desh me sankat aaya hai, desh me sankat aaya hai
aaya hai
desh me sankat aaya hai, desh me sankat aaya hai
aaya hai
desh me sankat aaya hai, desh me sankat aaya hai

kuch karke dikhlana hai
desh me sankat aaya hai
ab kuch karke dikhlana hai
kam khane ka sab logo ko
bada hunar dikhlana hai, naya hunar dikhlana hai
desh me sankat aaya hai

aadhi thali chhod chhod kar budho ko uth jane do
nojawano ko mehnat karke, sukhe chane chabane do
aaj ki nariyo, bahu betiyo
punya lut lo, langan karke punay lutlo
ye mauka mat jane do, yahi sandesha gali gali me
aaj hame pahuchana hai, kam khane ka sab logo ko
bada hunar dikhlana hai, naya hunar sikhlana hai
desh me sankat aaya hai

do roti khata ho usko, adhi pe majbur karo
kam nashi mehman aaye, to dhakke maro dur karo
nayi roshni se logo ko, naya sabak samjhana hai
kam khane ka sab logo ko
bada hunar dikhlana hai, naya hunar sikhlana hai
desh me sankat aaya hai

bade niwale tum na khao, bacho ko ye sikh de
ghar pe bukha aaye mangne, lekin usko bikh do
chin lo chin lo, chin lo chin lo
lyrics of song Desh Me Sankat Aaya Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Aapki Sewa Mein (1947)
Lata Mangeshkar, Mohantara Talpade, Mohammed RafiMahipalDatta DavjekarAapki Sewa Mein at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type