Video of this song from youtube
Advertisement
Dharam Yudh, Dharam Yudh - धर्म युद्ध, धर्म युद्ध
Singer Music by Lyricist Actor CategoryTitle Song Movie
Lyrics of Dharam Yudh, Dharam Yudh - धर्म युद्ध, धर्म युद्ध
dharam yudh dharam yudh dharam yudh dharam yudh
anyay anyay jab nyay ko kuchle
punay pap ko rota hai deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai dharam yudh dharam yudh

anyay anyay jab nyay ko kuchle
punay pap ko rota hai deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai dharam yudh dharam yudh

prem pyar ki dunia me jab kadwa bola jata hai
atyachar ke palde me jab sach ko tola jata hai
neki or badi me jab jab ek ladai hoti hai
nirbal ki balwan ke hatho jab ruswayi hoti hai
jab nafrat ke jab nafrat ke saitan
yaha par hota hai deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai dharam yudh dharam yudh

kisi ko khye kul ki chinta kisi ko kuch malum nahi
or kisi ki najar me koi mujrim hai masum nahi
kisi ka hansta gulsan ujda waqt ki aisi andhi chali
phul bechara mila dhul me kali hawas ki lo me jali
dekhna hai dekhna hai insaf ka malik
kante kise chhubhota hai deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai dharam yudh dharam yudh

anyay anyay jab nyay ko kuchle
punay pap ko rota hai deta hai itihas gawahi
tab tab jag me hota hai dharam yudh dharam yudh
lyrics of song Dharam Yudh, Dharam Yudh
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement